self defence training for girl

 SELF DEFENCE TRANING FOR GIRL'S

AATMA NIRBHAY SUKANYA  PROJECT

Shivam  charitable trust and rotary club of ahmedabad sarvam 

Learn self defence  Tricks 

COACH CHETAN JADHAV   1st DAN BLACK BELT MAN'S WOMEN'S SELF DEFENCE TRAINER  GUJARAT STATE AND NATIONAL  REFEREE OFFICIAL KHELMHAKUMBH OUTSTANDING INSTRUCTOR AWARD DEFENSE AND PROTECTION  INTERNATIONAL AWARD   GUJARAT STATE AMATEUR TAEKWONDO ASSOCIATION  MEMBER NATINAOL AWARD  BEST FIGHTER OF THE YEAR TAEKWONDO  AWARD 

BEST INSTRUCTOR  OF THE YEAR TAEKWONDO AWARD 

INTERNATIONAL PLAYER ( BANGKOK THAILAND )

INTERNATIONAL FITNESS INSTRUCTOR OF THE YEAR 

 AWARD 










Siddhivinayak Devsthan Mahemdabad  self defence training for 101 girls  

Shivam  charitable trust and rotary club of ahmedabad sarvam  ki or se siddhivinayak mandir devsthan trust  mahemdabad mai 101 girls ko self defence ki trainig di gayi 

or  Guest of honor MLA Arjun Singh Chauhan aaye huye  the 101 grils ko prosahan dene 

RTN .DR. GEETIKA  SULUJA  ( CHARTER [RESIDENT Rtn HIMANSHU PATEL CLUB SECRETARY 

RTN DR. HONEY PANCHAL ( SHIVAM CHARITABLE TRUST ) 

PROJECT CHAIR 

 



RTN MISS FORAM PARIKH  Siddhivinayak devsthan trust  mahemdabad  trusti 

support  by siddhivinayak devsthan trust mahemdabad 

COACH chetan jadhav or unki team ne milkar 101 gilrs ko self defence li training di or AATMA NIRBHAYA SUKANYA PROJECT KO ANJAM diyte or kafi sari tricks or kalaye batane lage woman's  ko  self defence kitna jaruri hai ye samaj me rhene vali girls ko jagrut karne ke liye girls ko self defence sikhna kitna jaruri hai vo sub bataya gaya 



or ye AATMA NIRBHAYA SUKANYA PROJECT KO aage pure samaj me fela kar subhi mahilaye or girls sub ko AATMA NIRBHAYA BANA  ne ka ye prayas shivam charitibale trust or rotary club ahmedabad ki or se hai 

ajkal bhagam dodd ki jindagi se apne apneapki health pe dyan nahi de pate hai or kafi sara tention lekar roj yese hi kam job karte hai or khas kar ke mahilaye or girls to kafi yese problems me padd jati hai ki vaha se nikal na muskil ho jata hai woman's ko self defence sikhna bhott jaruri hai taki vo apni rakhsa kar sake or kam aane par dusro ko raksha kar sake is liye samaj me ham ne mil kar

 

ek naya project lonch kiya ye jiska name hai AATMA NIRBHAYA SUKANYA PROJECT is ke madyam se ham samaj me girls or mahilaye bachhe sub ko self defence ki training de ne ka soch hai or ham is me aage bhi badd gaye he 101 girls ko defence ki tricks de kar yese hi hamm aage bad kar samaj me nee darr layege or subme jagruti layege ki kisi nhi mahila or girls ke satt koi durlabh vaivahar na kare or mahilao ki or girls ki respect karna sikhe or madat karna sikhe 



                                            

defence trick 





is project se hamara yahi laksh hai ki ham samaj me rhene vali girls or mahilao ko ye self defence ki traing de or koi galat musi bat se nikal sake or sub ki help kar sake 

me chetan jadav 12 years experience  for self defence trainig man's and woman's me ne kafi sari mahila or girls ko defence ki training diya hu or me yese hi samaj me girls jo darr thi he unko ek majbut or himat or apne app ko musibat se bacha sake apni raksha kar sake 

yese hi ham milkar pure samaj me girls ko self defence ki traning dege or jo samaj me REPP hote hai , balatkar hota hai jis vajha se girls yese news sunkar bhott ghabra jate hai 

National Award 

or kahi bhi samaj me khhulkar nahi rhete hai gudd gudd karr rhete hai or apni pareshani kisi se bhi shear nahi karte hai or is darr ki vajha se mahilaye or collage girls school  girls sabhi yese daravne news se darr jate hai girls ki kidnaping balat kar chedti karna girls ko fasa na bhelana 

or unke satt koi jabbardastri karna yese kisse bhott aate hai samaj me yese hi kafi sare problems  hai jis ki vajha se girls ko samaj me rhene se darr lagta

 or kahi pe bhi akeli jane me daarr lagta hai girls ko self defence sihne ke badd yese koi bhi problam aaye to vo aaram se us problam ko solf kar sakti hai apni raksha kar sakti is liye mahilaoko or girls ko defence sikhna kitna jaruri hai ham is madyam se logo me

or girls me jagruta lane ki koshish kar rahe hetaki girls ko samaj me rhe kar koi attya charr or koi zullm shen na karna pade 













Post a Comment

Previous Post Next Post